Sunday, January 20, 2019

Sabar ke inteha chahta hoon.

Start with the great name of Allah the almighty

Aslam o Alaikum /Good Morning/Good Afternoon/Good Evening.



Hello My Brothers and Sisters.

Hi friends I hope you will be fine.Today I am back with my another new post about poetry in Urdu Today's poetry is Motivational poetry. So I hope you will find this amazing.


Sabar ke inteha chahta hoon 
Jo waqt mujhe na mil saka us ke qeemat chahta hoon
Mila jo jaam ghulami ka hamain tohfay main aesa
Khatir yeh zahar bhi pasai jane ke arzo azaadi chahta hoon 


Akaila ho qalam kai saath phir bhi baikhof hoon
Hain kitne masaib jhole mai phir bhi khush hoon
Nook jhok bugz adawat ka door guzr gaya hai
Hoon faqat ik he sach phir bhi baiqar Hoon

 Tere same bolta hoon tou acha lagta hai
Dekhta hoon tera andaz tou safaf lagta hai
Taqat kai bal botay pe jasha nahi manaya karte Jabar
Mazlom ban'nai ke liye tera har zulam sehna acha lagta hai
Poetry

Khuda Hafiz/Good Bye
So in my view you will like this and appreciate my work by inviting your friends to my Blog.

No comments:

Post a Comment